Sun ye kahani mere dil ki zubani
Jisme teri kahaniyan rava
Kehke sunu ya
Sunn ke kahun main
Jaane kaise karun main ye bayaan
Haan tu sahi hai
Mere paas tu nahi hai
Phir bhi dil ko karne de bayaan
Jaane jaan
Lafzon mein tuhi hai
Jinko tu sun rahi hai
Haan tera hi to hai yeh kaarvan
Sabko kyun kahoon main
Jaane kya kya yu sahu main
Kyu na tujhko hi karun main ye bayaan
Tere hi liye thhe
Sajde jo jo kiye thhe
Jaane tujhpe hi kyun rukta hai jahan
Sunn ta tu nahi hai
Par jo bhi hai sahi hai
Hone sabar ki lagi hai intihaan jaane jaan
Teri ye ghadi hai
Tu zid pe kyun arhi hai
Khoke payegi kya phir tu ye samaa
Haan kehta main jaaunga
Tu sun ya na sun jaane jaan
Teri meri ye kahani yaan
Sunn te hai meri zubaniya
Sunn ke jinko hongi hairaniyan
Woh hain teri meri kahaani aanya
Jab tak tu yahan tha
Kuch khila sa ye jahan tha
Uss jahaan main maine khudko paliya
Harpal bezubaan hai
Tu bhi jaane ab kaha hai
Sooni raatein abto sunna din mera
Ab toh aa bhi jaao
Hun main rootha tum manao
Ya phir pyar ko mere kardo fanaa
Par kar na ye sakoge
Roz khud se ye kahoge
Jaane kis ghadi mila ye mehrman
Haan kehta main jaunga
Tu sun ya na sun jaane jaan
Teri meri ye kahani aa
Sunte hai meri zubaniya
Sunke jinko hongi hairaniyan
Woh hai teri meri kahaniyan